होम Sad Shayari Sapne Toot Jaate Hain

Sapne Toot Jaate Hain

· · ♡ 659 views
Advertisement

Jinke Dil Par Lagti Hai,
Wo Ankho Se Nahi Rote..

Advertisement

Jo Apno Ke Nahi Huye,
Wo Kisi Ke Nahi Hote..

Waqt Ne Aksar Hame,
Ye Sikhaya Hai Dosto..

Sapne Toot Jaate Hain,
Par Poore Nahi Hote..

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें