होम › Sad Shayari › Jaane Kaisi Naraajgi Hai

Jaane Kaisi Naraajgi Hai

· · ♡ 70 views ·
Advertisement

Khafa Bhi Rehte Hain
Aur Wafa Bhi karte Hain,

Advertisement

Iss Tarah Woh Apne Pyaar Ko
Bayaan Bhi Karte Hain..

Jaane Kaisi Naraajgi Hai
Unko Humse,

Pana Bhi Nahin Chahte Aur
Khone Se Bhi Darte Hain …!

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें