होम Sad Shayari Ek din me uski yaad me tha kho…

Ek din me uski yaad me tha kho gaya

· · ♡ 32 views ·
Advertisement

Ek din me uski yaad me tha kho gaya. . .
neend nehi thi aati, me fir bhi so gaya. . .

Advertisement

Sapne me Rab mila kehta:
“Tujhe Kya Ho Gaya..?”
.
mene kaha-
“Rab ji, mera to yaar hi kho gaya..”
Rab hasa aur bola:
“Lagta He Tu To
Ishq Me Jhalla Ho Gaya,, ,

Aur Jis Yaar Ki Tu Bat Kar Raha He,
Wo To Kisi Aur Ka Ho Gaya.. .”

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें