होम › Sad Shayari › Bichhda Hai Ek Baar To Milte Nahin Dekha

Bichhda Hai Ek Baar To Milte Nahin Dekha

· · ♡ 22 views
Advertisement

Bichhda Hai Ek Baar To Milte Nahin Dekha
Is Zakhm Ko Hamne Kabhi Silte Nahin Dekha

Ik Baar Jise Chaat Gayi Dhoop Ki Khwaahish
Phir Shaakh Pe Us Phool Ko Khilte Nahin Dekha

Advertisement

Yakhlakht Gira Hai To Jadein Nikal Aayien
Jis Ped Ko Aandhi Mein Bhi Hilte Nahin Dekha…

Advertisement
Sam
लेखक

Sam

मोहब्बत, रिश्तों और एहसासों से जुड़े खूबसूरत शब्दों और शायरी के माध्यम से दिल की बात कहने की कोशिश।

लेखक की और शायरी पढ़ें →
अगर पसंद आई, तो शेयर करें