25 ViewsComments Off on Dard bhari Shayari on Mohobbat
Teri mohabat me mein khuda ke sajde karta raha
Tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta raha
Tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe
gam ye hai ki tujhe pane ki koshish hardam apno ko paraya karta raha!!!