in

Aankho me armaan diya karte hai

Aankho me armaan diya karte hai,
hum sabki neend churaliya karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi to samajh lena
hum aapko yaad kiya karte hai

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi

wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi