Phir aaj koi ghazal tere naam na ho jaye,
Aaj kahin likhte likhte shaam na ho jaye,
ker raha hon intezar tere izhar-e- mohabbat ka,
Isi intezar mei zindagi tamam na ho jaye,
ab to nahi leta tera naam sar-e-aam is darr say,
kahin naam tera badnaam na ho jaye,
Mangta hoon dua jab tu yaad aata hay,
K judai merey pyar ka anjaam na ho jaye.!
kahin naam tera badnaam na ho jaye,
Mangta hoon dua jab tu yaad aata hay,
K judai merey pyar ka anjaam na ho jaye.!